Horchata drink with oat milk ingredients / गर्मियों की ठंडी मिठास स्वादिष्ट होरचाटा ड्रिंक
Horchata Oat milk Horizon Organic Recalled Duniya bhar mai dairy udhyog hamare jeevan ka aham hissa hai , dudh aur dudh se bne utpaad swasthya aur poshan ke liye aavashyak mane jate hai | lekin jb sudh se jude kisi bde brand ka product gudvatta ki samsya ke kaaran bajar se wapis liya jata hai , to yah upbhoktaao mai chinta paida karta hai|
haal hi mai aisa hi ek mamla samne aaya horizon organic , jo america ka ek prisiddh organic dairy brand hai, ne apne 8-ounce whole milk cartons (shelf - stable/aseptic) ke kai batch recall kiye
Ote milk kya hai
1. Horizon Organic Brand ka introduction :-
Horizon organic america ka sabse bada aur lokpirye organic dairy barnd hai |
👉 yah company 1991 mai sthapit hui thi aur baad mai Danone North America ka hissa bni |
👉 iske utpaado mai organic dudh , yogurt , cream , aur aanay dairy products shamil hai |
👉company khud ko is roop mai prastut karti hai ki vah organic farming aur sastenble practices ko badhaba deti hai |
👉 iski pahchan organic aur bina hormons wala dudh hai |
👉 khastaur par baccho ke liye chhote chhote 8 oz (ounce) ke milk packets bahut lokpriye hai kyoki ye lumch boxes aur travel ke liye aasani se istemal ho jate hai |
horizon organic ka dudh khas taur par baccho aur parivaro mai lokpriye hai kyoki ise " orgainc " aur "jayda surakshit" mana jata hai | aise mai jab brand ke utpaad par recall hota hai , to upbhoktao ka bharosa hilna swabhavik hai |
2. Recall kya hai :-
FDA ( Food and Drug Asministration , USA) Product recalls ko 3 steps mai bat ta hai :
fayde kya kya hote hai is ko pene se
is ko pine se fayde kaffi jayda
0 टिप्पणियाँ